Wednesday, 24 January 2018

AAJ KAL KA SONG

Dosto, Ajkal songs me etana mixing ho rha hai jisse pata hi nahi chal pata ki singer ki line kya hai. aaj se do dashak piche tak songs ke sabhi line ka arth aasani se samajh me aa jata tha . Par aaj to kuch bhi samajhana bahut hi chalenage hai .